SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaadil"
Ghazal MATCHES FOR "anaadil"
Ghazal
dil par mire hii shaaq nahii.n hai tiraa firaaq
KHaamosh hai.n chaman me.n anaadil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
mai.n lauT ke aayaa to gulistaan-e-havas me.n
thaa gul bhii vahii shor-e-anaadil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
siikhe hai.n mujh se naalaa-e-nai aasmaa.n-shikan
sayyaad ab qafas me.n anaadil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
nighat-e-gul se pareshaan hu.aa us kaa dimaaG
KHanda-e-gul na hu.aa shor-e-anaadil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
aa.iina-dil kii chashm me.n nuur jamaal dost
raushan hu.aa hai har dar-o-diivaar kii taraf
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
aariz se Garaz ham ko anaadil ko hai gul se
hai kuucha-e-maashuuq hamaaraa chaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
tere hii jalve se hai baaG-e-tamannaa kii bahaar
yahii tanviir hai aa.iina-dil kaa paanii
Josh Malsiani
Ghazal
jamaa ye rang ki ab vaqt-e-zamzama-sanjii
chaman me.n mujh ko anaadil pukaar lete hai.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
anaadil bhii kaliyaa.n bhii gul bhii sabaa bhii
ye sohbat hai ha.nsne-ha.nsaane ke qaabil
Riyaz Khairabadi
Ghazal
phuul kaaGaz ke hai.n ab kaa.nch ke gul-daano.n me.n
tum bhii baazaar se patthar ke anaadil laa.o
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
ishq-e-atfaal-e-chaman me.n hai.n anaadil betaab
aashiyaano.n kaa ye aalam hai ki gahvaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
chaman jalaa ke parindo.n kaa kar ke qatl-e-aam
vo naGma-haa-e-anaadil talaash kartaa hai
Hassaan Arfi
Ghazal
'mahruum' chaak-e-siina-e-har-gul me.n hai vo chiiz
taasiir-e-naala-haa-e-anaadil kahe.n jise