SEARCH RESULTS
Showing search results for "andar"
Ghazal MATCHES FOR "andar"
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
mai.n to yuu.n chup huu.n ki andar se bahut KHaalii huu.n
aur ye log pur-asraar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
andar kii fazaa.o.n ke karishme bhii ajab hai.n
me.nh TuuT ke barse bhii to baadal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
vo ik kitaab jo mansuub tere naam se hai
usii kitaab ke andar kahii.n kahii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
mai-KHaane ke andar bhii vo kahte nahii.n mai-KHvaar
jo baat ki mai-KHaane ke baahar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kuchh itne Gaur se dekhaa charaaG jaltaa hu.aa
ki mai.n charaaG ke andar dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
phir yuu.n hu.aa ki Gair ko dil se lagaa liyaa
andar vo nafrate.n thii.n ki baahar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
hai tevrii cha.Dhii hu.ii andar naqaab ke
hai ik shikan pa.Dii hu.ii tarf-e-naqaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul hai.n sahraa me.n yaa pariyaa.n qataar andar qataar
uude uude niile niile piile piile pairahan
Allama Iqbal
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
andar kaa zahr chuum liyaa dhul ke aa ga.e
kitne shariif log the sab khul ke aa ga.e