SEARCH RESULTS
Showing search results for "andar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andar"
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "andar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "andar"
Ghazal
andar kii fazaa.o.n ke karishme bhii ajab hai.n
me.nh TuuT ke barse bhii to baadal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
vo ik kitaab jo mansuub tere naam se hai
usii kitaab ke andar kahii.n kahii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
mai-KHaane ke andar bhii vo kahte nahii.n mai-KHvaar
jo baat ki mai-KHaane ke baahar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Sher
ghar ke baahar Dhuu.nDhtaa rahtaa huu.n duniyaa
ghar ke andar duniyaa-daarii rahtii hai