SEARCH RESULTS
Showing search results for "anwar khaleel"
Ghazal MATCHES FOR "anwar khaleel"
Ghazal
ye zindagii jo guzartii hai imtihaa.n kii tarah
hame.n aziiz hai us yaar-e-mehrbaa.n kii tarah
Anwar Khalil
Ghazal
Gairo.n kaa jaane us se kaisaa mo.aamla hai
apnaa to is galii me.n charchaa bahut rahaa hai
Anwar Khalil
Ghazal
anjaam-e-ishq maanaa aksar buraa hu.aa hai
be-ishq zindagii kaa anjaam kyaa hu.aa hai
Anwar Khalil
Ghazal
vo ek Gam ki sahaaraa thaa zindagii ke liye
bhulaa rahaa huu.n use bhii tirii KHushii ke liye
Anwar Khalil
Ghazal
is bhuul me.n na rah ki ye jho.nke havaa ke hai.n
tevar to un ke dekh zaraa kis balaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
ham ko KHuluus-e-dil kaa kisii ne sila diyaa hai
ik tuu ne Gam diyaa hai so vo bhii kyaa diyaa hai
Anwar Khalil
Ghazal
'daanish' inkaar KHaaliq se hotaa nahii.n
dekhtaa huu.n mai.n jab aadmii kii taraf
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Kamil Chandpuri
Ghazal
gauhar-e-ashk se KHaalii nahii.n aa.nkhe.n 'anvar'
yahii puu.njii to zamaane se bachaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
kitnii tasviire.n mire andar se ubhare.ngii 'KHaliil'
jab tirii aavaaz kaano.n se mire Takraa.egii
Khaleel Rampuri
Ghazal
baraa.e-KHair shar se barsar-e-paikaar ho jaa.e
jise jiinaa ho marne ke liye tayyaar ho jaa.e