SEARCH RESULTS
Showing search results for "aqaliyat"
Ghazal MATCHES FOR "aqaliyat"
Ghazal
jamhuuriyat ke biich pha.nsii aqaliyat thaa dil
mauqa jise jidhar se milaa vaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
imtihaa.n mohabbat kaa paas kar liyaa mai.n ne
ab yahii mai.n likhuu.ngaa ahliyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
sirf shaa.ir dekhtaa hai qahqaho.n kii asliyat
har kisii ke paas to aisii nazar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
ho gayaa apne pa.Dosii kaa pa.Dosii dushman
aadamiyyat bhii yahaa.n nazr-e-fasaadaat hu.ii
Manzar Bhopali
Ghazal
bhuul thii apnii farishta aadmii me.n Dhuu.nDnaa
aadmii me.n aadamiyyat hai chalo yuu.n hii sahii
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHudaa kii shaan ki munkir hai.n aadamiyyat ke
KHud apnii suk.Dii hu.ii zaat ke sataa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
fitrat-e-husn me.n agar ahliyat-e-vafaa nahii.n
mujh ko KHudaa se hai gila aap se kuchh gila nahii.n
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
chhupaa ke dard jo kartii rahii adaakaarii
samajh me.n aa ga.ii ab tum ko asliyat merii
Siya sachdev
Ghazal
aah marg-e-aadmii par aadmii ro.e bahut
ko.ii bhii royaa na marg-e-aadamiyat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ye aadmii hai.n ki saa.e hai.n aadamiyyat ke
guzar hu.aa hai miraa kis ujaa.D bastii me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
niyaaz-o-ijz hii me.araaj-e-aadamiyyat hai.n
ba.Dhaa.o dast-e-saKHaavat bhii iltijaa kii tarah