SEARCH RESULTS
Showing search results for "arabii"
Ghazal MATCHES FOR "arabii"
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
tujh ko mohammad-e-arabii kii qasam hai aur
maulaa-alii kii shaah-e-KHuraasaa.n kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
karegii daavar-e-mahshar ko sharmsaar ik roz
kitaab-e-suufii-o-mullaa kii saada-auraaqii
Allama Iqbal
Ghazal
kahnaa tire mu.nh par to nipaT be-adabii hai
zaahid jo sifat tujh me.n hai sozan-e-jalbii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kausar kii halaavat hai mirii tishna-labii me.n
masruuf huu.n mai.n mad.h-e-rasuul-e-arabii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
urdu me.n to bas ek vuzuu aur ik namaaz
do do namaaze.n hotii hai.n arabii vuzuu.a me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
fahm na thaa ilm se kuchh arabii ke use
faarsii me.n haa.n magar samjhe thaa kuchh iin o aa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHirad hijaab-e-haqiiqat uThaa to de lekin
abhii junuu.n ko gavaaraa nahii.n ye be-adabii
Ali Minai
Ghazal
usii kaa ism mubaarak mohammad-e-arabii
vahii shafii.a hai bas roz-e-daar-o-giir apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Syed Moinuddin Makhfi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
fahm na thaa ilm se kuchh arabii ke use
faarsii me.n haa.n magar samjhe thaa kuchh iin-o-aa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo kaun sarvar-e-aalam mohammad-e-arabii
ki jis kii zaat se hai faiz do-jahaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
nuur-e-mohammad-e-arabii mere dil me.n hai
surma hai merii aa.nkh me.n yasrib kii raah kaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanaa.n
tazkira chhe.De tirii pairahan-aaraa.ii kaa