SEARCH RESULTS
Showing search results for "arbaab"
Ghazal MATCHES FOR "arbaab"
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa ho gayaa arbaab-e-junuu.n ko
marne kii adaa yaad na jiine kii adaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo bhii saraahne lage arbaab-e-fan ke ba.ad
daad-e-suKHan milii mujhe tark-e-suKHan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
tire sitam se mai.n KHush huu.n ki Gaaliban yuu.n bhii
mujhe vo shaamil-e-arbaab-e-imtiyaaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dil se arbaab-e-vafaa kaa hai bhulaanaa mushkil
ham ne ye un ke taGaaful ko sunaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
thii nigah merii nihaa.n-KHaana-e-dil kii naqqaab
be-KHatar jiite hai.n arbaab-e-riyaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.iina-daar-e-mohabbat huu.n ki arbaab-e-vafaa
apne Gam ko mire anjaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
haa.n le le qasam gar mujhe qatra bhii milaa ho
tuu shaakii-e-arbaab-e-karam hai to mujhe kyaa
Qateel Shifai
Ghazal
ye baa.is-e-naumiidi-e-arbaab-e-havas hai
'Gaalib' ko buraa kahte hai.n achchhaa nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
arbaab-e-KHirad laakh subuk-gaam ho.n lekin
be-faiz-e-junuu.n raah-e-talab paa nahii.n sakte