SEARCH RESULTS
Showing search results for "aruus-e-ajal"
Ghazal MATCHES FOR "aruus-e-ajal"
Ghazal
kamra-e-taqdiir me.n aatii uruus-e-aarzuu
vaqt-e-naa-hanjaar kaa jo faisla hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
kaisii kashish hai tujh me.n ai doshiiza-e-ajal
vaapas na aaya jo tire dar par chalaa gayaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kisii uruus-e-shabistaan-e-alf-lailaa kaa
churaa ke ik nafas-e-mushk-baar laa.ii hai
Rais Amrohvi
Ghazal
hame.n pukaar na ab ai aruus-e-shabnam-o-gul
hame.n na Dhuu.nDh ki ham be-kanaar sahraa hai.n
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
uruus-e-buu-e-bahaaraa.n ne kyaa sharaarat kii
ki hai.n safiir-e-sabaa KHud-nabard shaaKHo.n par
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
Aasi Ramnagri
Ghazal
rahii nazar me.n hamaare uruus-e-shauq-e-mudaam
fanaa-e-ziist rahe ziist kii baqaa ke liye
Arsh Siddiqui
Ghazal
kuchh KHabar bhii hai uruus-e-Gam-e-dauraa.n tujh ko
kaun sii baat hame.n raah pe le aa.ii hai
Iqbal Umar
Ghazal
Asma Saidi
Ghazal
uruus-e-she'r-o-suKHan ko sajal hii rahne do
Gazal Gazal hai Gazal ko Gazal hii rahne do
Shams Faridee
Ghazal
sunaa hai ahd-e-guzishta ke fard fard kaa zehn
uruus-e-fikr-o-nazar kaa nigaar-KHaana thaa
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
kyaa kar rahii hai pesha-e-mashshaatgii bahaar
aaraa.ish-e-uruus-e-chaman dekhte chalo
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
chehra khole nazar aatii thii uruus-e-gul-naar
mu.nh pe shabnam kii ridaa hai mujhe maa'luum na thaa