SEARCH RESULTS
Showing search results for "aruus-e-ajal"
Nazm MATCHES FOR "aruus-e-ajal"
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
dasahra
ruu-e-zebaa-e-uruus-e-fat.h pur Gaaza kare.n
mil ke gaa.e.n raam ke gun dil me.n ho josh-e-suruur
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Nazm
bahadur-shah-zafar ki yaad mein
mire chaman me.n uruus-e-bahaar-e-aazaadii
tire mazaar pe aa.nsuu bahaa ke aa.ii hai
Ravish Siddiqi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
misl-e-harf naa-shuniida rah ga.e
sub.h-e-sahraa ai uruus-e-izz-o-jal
Noon Meem Rashid
Nazm
shikast-o-fath
jamaal-e-sub.h-e-vatan aa.nsuu.o.n me.n mudGam hai
uruus-e-fasl-e-bahaaraa.n kii aa.nkh pur-nam hai
Muslim Shameem
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
kabhii milaa na milegaa kisii kaa naqsh-e-paa
asiir-e-sail-e-gumaa.n hai uruus-e-umr-e-ravaa.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
man ki dua
haDDiyaa.n pis kar bane.n Gaaza uruus-e-hind kaa
husn phir ho jaa.e kuchh taaza uruus-e-hind kaa
Altaf Mashhadi
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare haath pe hai taabish-e-hinaa jab tak
jahaa.n me.n baaqii hai dildaari-e-uruus-e-suKHan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jamuna
aah o shikva-taraaz-e-dast bedaad-e-ajal
ro na KHuun-e-aarzuu o mahv-e-fariyaad-e-ajal
Suroor Jahanabadi
Nazm
sham pahli farwari ki
KHuun se tar shirt siine ke qariib
aur chehre par nuquush-e-karbnaakii-e-ajal
Alqama Shibli
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
saba akbar aabaadi
mashshaatgii-e-gesuu-e-fan muddato.n hu.ii
aaraa.ish-e-uruus-e-suKHan muddato.n hu.ii
Muslim Shameem
Nazm
sawali
vo zindagii ke musaafir vo ham-rahaan-e-ajal
fazaa me.n phail gayaa tiirgii kaa sarmaaya
Yusuf Zafar
Nazm
hamara watan
kumaarii jahaa.n hai uruus-e-dakkan
hamaaraa vatan hai hamaaraa vatan