SEARCH RESULTS
Showing search results for "arz"
Ghazal MATCHES FOR "arz"
Ghazal
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ik mohabbat ke evaz arz-o-samaa de duu.ngaa
tujh se kaafir ko to mai.n apnaa KHudaa de duu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
gardish-e-arz-o-samaavaat ne jiine na diyaa
kaT gayaa din to hame.n raat ne jiine na diyaa
Kaif Bhopali
Ghazal
kaun-o-makaa.n me.n yaaro aabaad hai.n to ham hai.n
is arz aur samaa kii buniyaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ai qaatilo.n ke shahr bas itnii hii arz hai
mai.n huu.n na qatl ko.ii tamaashaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
dariyaa o koh o dasht o havaa arz aur samaa
dekhaa to har makaa.n me.n vahii hai rahaa samaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bastiyaa.n chaa.nd sitaaro.n kii basaane vaalo
kurra-e-arz pe bujhte chale jaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
'Gaalib' na kar huzuur me.n tuu baar baar arz
zaahir hai teraa haal sab un par kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mat samajh ki tire saath kuchh nahii.n karegaa
nizaam-e-arz-o-samaavaat kuchh nahii.n karegaa
Abdurrahman Wasif
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kahaa ki 'arz kare.n ham pe jo guzartaa hai
kahaa KHabar hai hame.n kyuu.n zabaa.n pe laate ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
arz-o-samaa fareb na ye bahr-o-bar fareb
hai asl me.n ye saaraa fareb-e-nazar fareb