SEARCH RESULTS
Showing search results for "asaas"
Ghazal MATCHES FOR "asaas"
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
vo ik nazar se mujhe be-asaas kar degaa
mire yaqiin ko meraa qayaas kar degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jis pe rakhnaa thii mujhe apnii asaas-e-hastii
apnii qismat me.n 'munavvar' vahii ik pal na hu.aa
Munawwar Hashmi
Ghazal
ye tishnagii to milii hai hame.n viraasat me.n
hamaare vaaste dariyaa ko.ii udaas na ho
Tahir Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
har ek gaam pe raushan hu.aa KHudaa kaa gumaa.n
isii gumaa.n pe yaqii.n kii asaas rakhte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
lagaa rahe hai.n na.e zaa.eqo.n ke zaKHm abhii
asaas-e-fikr na tarz-e-bayaa.n banaate hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
mohabbato.n me.n bahut ras bhii hai miThaas bhii hai
hamaare jiine kii bas ik yahii asaas bhii hai
Akhtar Amaan
Ghazal
har raat machaate phire.n hai.n shauq se dhuume.n
ye mast-e-mai-e-ishq hai.n kab KHauf-e-asas me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haa.e vo ehsaas harf-e-aarzuu kahne ke ba.ad
yuu.n lagaa thaa jaise ko.ii ma.arka sar kar liyaa
aqeel nomani
Ghazal
kabhii to mujh ko bhii ehsaas-e-aashnaa.ii de
vo raushnii jo kaf-e-gul pe jaa nikaltii hai
Kishwar Naheed
Ghazal
kuchh is adaa se mohabbat-shanaas honaa hai
KHushii ke baab me.n mujh ko udaas honaa hai
Rahul Jha
Ghazal
asaas-e-jism uThaa.uu.n na.e sire se magar
ye sochtaa huu.n ki miTTii mirii KHaraab to ho
Aftab Hussain
Ghazal
phirtaa hai udhar zulf me.n shaana to idhar dil
ye duzd na laayaa kabhuu KHaatir me.n asas ko
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
usii kaa zikr kahaanii se iqtibaas rahe
vo har gha.Dii jo mire vaaste udaas rahe