SEARCH RESULTS
Showing search results for "asaaso.n"
Ghazal MATCHES FOR "asaaso.n"
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
mar ke bhii meraa tashaKHKHus na ko.ii chhiin sakaa
ilm baa.nTaa na gayaa mere asaaso.n kii tarah
Jan Kashmiri
Ghazal
mire asaaso.n me.n KHvaab aur hasrate.n niklii.n
'kabiir' ishq me.n meraa bhii ehtisaab hu.aa
Inam Kabeer
Ghazal
vo chhuu rahaa hai mirii ruuh ke asaaso.n ko
suKHanvarii mirii jaagiir kar ke chho.Degaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
raqam ho jitnii kabhii jeb bhar nahii.n paatii
tijoriyo.n me.n asaaso.n ko bhuuk lagtii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
hamraah asaaso.n kii kahaa.n Dhuu.nD sake.nge
aayaa na agar saa.np KHaziino.n se nikal kar
Afzaal Naveed
Ghazal
ghar ke asaaso.n kaa maalik thaa saahuukaar
apne ghar kii ham rakhvaalii karte kyaa
Anjum Azimabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mujh ko dushman ke iraado.n pe bhii pyaar aataa hai
tirii ulfat ne mohabbat mirii aadat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ashko.n ko aarzuu-e-rihaa.ii hai ro.iye
aa.nkho.n kii ab isii me.n bhalaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
chaa.nd kaa KHvaab ujaalo.n kii nazar lagtaa hai
tuu jidhar ho ke guzar jaa.e KHabar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ham to be-naam iraado.n ke musaafir hai.n 'vasiim'
kuchh pata ho to bataa.e.n ki kidhar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
basiirato.n pe ujaalo.n kaa KHauf taarii hai
mujhe yaqiin dilaa.o ba.Daa a.ndheraa hai