SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashraf"
Ghazal MATCHES FOR "ashraf"
Ghazal
tiraa vujuud hai laa-raib ashraf-o-aa'laa
jo sach kahuu.n to nahii.n mai.n bhii arzal-o-asfal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ashraf huu.n to ye andaaz kyo.n hai
mirii hastii mujhii par raaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ashraf-ul-maKHluuq kahte hai.n usii majbuur ko
jis kaa ko.ii kaam be-dast-e-du.aa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
itne ehsaan to farhaad ke 'ashraf' par hai.n
sab ko Dar hai ye jo kahte hai.n vo kar jaa.e.nge
Ashraf Jahangeer
Ghazal
dasht-e-fanaa me.n dekhaa musaavaat kaa uruuj
ashraf nahii.n rahaa ko.ii asfal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
ashraf-ul-KHalq hai laqab us kaa
pahle insaa.n bano KHudaa na bano
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
udaasii dekh ke 'ashraf' kii rab ne farmaayaa
mai.n dil banaa.uu.ngaa par ain shiin qaaf nahii.n
Ashraf Jahangeer
Ghazal
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
har baras apne bichha.D jaate hai.n 'naazim'-ashraf
log be-kaar na.e saal me.n KHush rahte hai.n
Nazim Ashraf
Ghazal
vo rishto.n kii azmat ko kyaa jaane.n 'ashraf'
jo kaa.nTo.n se daaman bachaa.e hu.e hai.n
Ashraf Baqri
Ghazal
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
'ashraf' fareb-e-ziist hai kab imtihaa.n se kam
is ke sivaa to aur yahaa.n imtihaa.n na the
Ashraf Rafi
Ghazal
is liye rah ga.e ahbaab se piichhe 'ashraf'
ham se ye qaafiya-paimaa.ii nahii.n hotii hai
Nazim Ashraf
Ghazal
tujhe banaayaa gayaa hai jo ashraf-ul-maKHluuq
samo ke zaat me.n rakh kaa.enaat achchhii tarah