SEARCH RESULTS
Showing search results for "asia"
Ghazal MATCHES FOR "asia"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ejaaz hai kisii kaa yaa gardish-e-zamaana
TuuTaa hai asia me.n sehr-e-fira.ngiyaana
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mashriq ho yaa ki maGrib ho asia ki europe
har KHitta-e-zamii.n par pahu.nchii sadaa-e-urdu
Rizwan Banarsi
Ghazal
asia ke to tumhe.n naam se kahnaa hii nahii.n
vahii suurat hai use kitnaa hii ulTo palTaa.o
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
rivaayat kii qanaate.n jis havaa se jalne vaalii hai.n
savaad-e-asia me.n vo havaa ab tez chaltii hai
Aziz Hamid Madni
Ghazal
idhar to asia bhii koh-e-barf hai 'taariq'
safed saahato.n me.n soch bhii hai sarmaa.ii
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
junuubii asia ke sabz mustaqbil kii KHaatir
na.ii naslo.n kaa ailaan-e-mohabbat mai.n likhuu.ngaa
Shaukat Hashmi
Ghazal
maGrib ko dosh de to rahe hai.n tabaahii kaa
is dau.D-dhuup me.n na kahii.n asia bhii ho
Rauf Sahir
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai