SEARCH RESULTS
Showing search results for "asia"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asia"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "asia"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "asia"
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
ejaaz hai kisii kaa yaa gardish-e-zamaana
TuuTaa hai asia me.n sehr-e-fira.ngiyaana
Allama Iqbal
Mazahiya
baada-e-tahziib-e-europe ke cha.Dhaa.o KHum ke KHum
asia ke shiisha-e-taqvaa ko kar do paash paash
Akbar Allahabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
jab rahaa kuchh bhii na baaqii kiisa-e-in.aam me.n
kaa.nptii haazir hu.ii.n phir asia kii aurte.n
Josh Malihabadi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
kab hai maGrib ka.aba-e-haajat-ravaa tere liye
aa ki hai bechain ruuh-e-asia tere liye