SEARCH RESULTS
Showing search results for "asia"
Nazm MATCHES FOR "asia"
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
jab rahaa kuchh bhii na baaqii kiisa-e-in.aam me.n
kaa.nptii haazir hu.ii.n phir asia kii aurte.n
Josh Malihabadi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
kab hai maGrib ka.aba-e-haajat-ravaa tere liye
aa ki hai bechain ruuh-e-asia tere liye
Josh Malihabadi
Nazm
ajnabi aurat
asia ke duur-uftaada shabistaano.n me.n bhii
mere KHvaabo.n kaa ko.ii ruumaa.n nahii.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
zabaa.n jis ko har ik bole usii kaa naam hai urdu
zabaan-e-sher me.n fitrat kaa ik in.aam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
status marriage
ek shauhar ruus kaa ik chiin kaa rakhtii thii vo
apne bistar par junuubii-asia rakhtii thii vo
Khalid Irfan
Nazm
inqalab
na asia me.n na europe me.n soz-o-saaz-e-hayaat
KHudii kii maut hai ye aur vo zamiir kii maut
Allama Iqbal
Nazm
la-tahzanu
gulo.n se bharne lage asia ke laala-zaar
vo dekho ho ga.e europe ke aasmaa.n shaffaaf
Rehman Faris
Nazm
korana angrez-parasti
vo aa.nkh miich ke bar-KHud Galat bane aise
ki asia kii har ik chiiz par pa.Dii dhutkaar
Ismail Merathi
Nazm
asia ki mazdur aurat
har ik makaan kii buniyaad us ne Daalii hai
gharo.n kii shaukat-o-azmat usii kii paalii hai
Naseem Syed
Nazm
nazr-e-iqbaal
the us kii chashm-e-biinaa me.n raushan
thaa magar vo aashiq-e-asia
Firoza Yasmeen
Nazm
pahaDi ki aaKHiri sham
asia kii is viiraan pahaa.Dii par
maut ek KHaana-ba-dosh la.Dkii kii tarah
Qamar Jameel
Nazm
mahatma gandhi
rashk-e-sad-shamshiir thaa teraa asaa-e-be-zarar
us ke Dar se kaa.npte the saamraajii hukmraa.n
Sabir Abuhari
Nazm
habil
asia me.n kabhii africa me.n KHuu.n-rez bhii vo
aur qaabiil se irshaad kiyaa thaa tuu ne