SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "asiir-e-mohabbat"
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zulf-e-mohabbat mudaam bas
hamraah-e-buu-e-qurb-e-sanam ho KHiraam bas
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
aa ga.ii nii.nd use bhuul bhii jaa.egaa 'asiir'
aa gayaa sabr mujhe zaKHm bhii bhar jaa.e.nge
Ram Nath Aseer
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
dii 'asiir' apnii aa.nkho.n me.n jin ko jagah
shahr-e-dil ke vo farmaa.n-ravaa ho ga.e
Aseer Jabalpuri
Ghazal
uThaa.e.n kahaa.n tak asiir-e-mohabbat
jafaa.e.n tumhaarii sitam aasmaa.n kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
banaa le tuu mujh ko asiir-e-mohabbat
mohabbat kii mai.n ye sazaa chaahtaa huu.n
Ram Shyam Haseen
Ghazal
pahchaantaa vo ab nahii.n dushman ko dost se
kis qaid se asiir-e-mohabbat rihaa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
bulbul na kyo.n asiir-e-mohabbat chaman me.n ho
daam us ke paa.nv me.n hai rag-e-gul ke taar kaa
Munshi Mohammad Hayat Khan Mazhar
Ghazal
niklaa jo dam to raahat-o-aaraam hai 'asiir'
aavaargii hai jism kii ruuh-e-ravaa.n talak
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
ham mahfil-e-jaanaa.n me.n 'asiir' aap hii chup hai.n
baate.n vo banaa.e.n ki jo ho.n baat ke qaabil
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
KHaam-e-taba.ii se tumhaare hai bahut ta.ng 'asiir'
kiijiye vasl kaa iqraar to pakkaa pakkaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
maanind-e-aa.ina hama-tan chashm hai ye dil
aisii hai diid-e-husn-e-KHudaa-daad kii havas
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
kyaa Thikaana lafz-o-mazmuu.n kaa 'asiir'
mu.nh me.n jo aaya mai.n vahshii bak gayaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
us gul-badan ke ishq me.n ro.uu.n na kyo.n 'asiir'
hai mujh ko rashk-e-taale.a-e-shabnam tamaam raat
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
asiir-e-daam-e-mohabbat kahaa.n se ho aazaad
ki un kii zulf kii zanjiir jab rihaa.ii na de
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
asiir-e-daam-e-mohabbat se puuchhiye 'betaab'
kamand turra-e-mushkiin-e-dilsitaa.n kaa pataa