SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-qaid-e-ta.ayyun"
Ghazal MATCHES FOR "asiir-e-qaid-e-ta.ayyun"
Ghazal
mahall-e-sajda jahaa.n hogaa sar jhukegaa vahii.n
asiir-e-qaid-e-ta.ayyun na bandagii hogii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
nazar se qaid-e-ta.ayyun uThaa.ii jaatii hai
tajallii-e-ruKH-e-jaanaa.n dikhaa.ii jaatii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
mar ke TuuTaa hai kahii.n silsila-e-qaid-e-hayaat
magar itnaa hai ki zanjiir badal jaatii hai
Fani Badayuni
Ghazal
mii.aad-e-qaid-e-ra.nj ba.Dhaa dii ga.ii to kyaa
jurm-e-vafaa kii ham ko sazaa dii ga.ii to kyaa
Muhib Wafa
Ghazal
asar-e-qaid-e-ta.ayyun se bhii aazaad hai dil
kis tarah band-e-alaa.eq ho gavaaraa mujh ko
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
qaid-e-shab-e-hayaat badan me.n guzaar ke
u.D jaa.uu.ngaa mai.n sub.h aziyyat utaar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
gumaa.n kii qaid-e-hisaar-e-qayaas se niklo
kisii tarah se bhii is sabz ghaas se niklo
Mubarak Ansari
Ghazal
qaid-e-Gam-e-hayaat se ham ko chhu.Daa liyaa
achchhaa kiyaa ki aap ne apnaa banaa liyaa
Shamim Karhani
Ghazal
aur na ko.ii bas chalaa aur na kuchh bhii ho sakaa
ro.e asiir-e-qaid-e-Gam josh-e-bahaar dekh kar
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
chashm-e-biinaa ho to qaid-e-haram-o-tuur nahii.n
dekhne vaalii nigaaho.n se vo mastuur nahii.n
Darshan Singh
Ghazal
Shamim Farooqui
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
yahaa.n ta.ayyun-e-aqdaar bhii zaruurii hai
KHud apne mushk kii qiimat Gazaal puuchhegaa