SEARCH RESULTS
Showing search results for "asraar-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "asraar-e-mohabbat"
Ghazal
jo log nahii.n vaaqif-e-asraar-e-mohabbat
kyaa un kii nigaaho.n me.n ho me’yaar-e-mohabbat
Sharifuddin Nashir
Ghazal
khulne lagte hai.n nigaaho.n pe jab asraar-o-rumuuz
dil mujhe le ke kahii.n aur chalaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
usii nigaah-e-'inaayat kii den huu.n 'asraar'
ki jis nigah se Gazal ne dakan ko dekhaa thaa
Riasath Ali Asrar
Ghazal
hai.n mahfil-e-rumuuz me.n 'asraar' jalva-gar
hairaa.n na ho ki 'aql junuu.n ke huzuur hai
Riasath Ali Asrar
Ghazal
milii hai ham ko viraasat me.n shaa'irii 'asraar'
KHayaal-o-fikr hamaare usii pe palte hai.n
Riasath Ali Asrar
Ghazal
ik KHvaab-e-KHush-KHiraam tasavvur ke dasht me.n
'asraar' tujh ko Dhuu.nDne niklaa ki kyaa hu.aa
Riasath Ali Asrar
Ghazal
arzaa.n hu.ii yuu.n jins-e-mohabbat ki jahaa.n me.n
ham se tahii-daamaa.n ko KHariidaar kahaa hai
Asrar Zaidi
Ghazal
har ek pe khulte nahii.n asraar-e-mohabbat
har shaKHs ko dil jaisaa KHazaana nahii.n dete
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
poshiida 'hafiiz' is me.n asraar-e-mohabbat hai.n
aasaan nahii.n mere ash.aar samajh lenaa
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Asrar Danish
Ghazal
KHudaa kare ki nayaa saal KHush-KHiraam aa.e
liye KHushii kaa mohabbat kaa ye payaam aa.e
Nausha Asrar
Ghazal
Asrar Akbarabadi
Ghazal
Asrar Akbarabadi
Ghazal
baadal bhii banaane kaa hunar siikh lo 'asraar'
sahraa bhii milegaa rah-e-dil-daar se pahle