SEARCH RESULTS
Showing search results for "asraar-e-mohabbat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asraar-e-mohabbat"
Ghazal
jo log nahii.n vaaqif-e-asraar-e-mohabbat
kyaa un kii nigaaho.n me.n ho me’yaar-e-mohabbat
Sharifuddin Nashir
Mazahiya
faqiir-e-raah ko baKHshe ga.e asraar-e-sultaanii
magar sultaana Daaku hai ko.ii bahraam hai saaqii
Asrar jamayee
Mazahiya
us shaa.er-e-gustaaKH ko 'asraar'-e-suKHan ko
is nazm kii taKHliiq pe phaa.nsii kii sazaa do
Asrar jamayee
Mazahiya
is shaa.er-e-gustaaKH ko 'asraar'-e-suKHan ko
is nazm kii taKHliiq pe phaa.nsii kii sazaa do
Asrar jamayee
MORE MATCHES FOR "asraar-e-mohabbat"
Mahiye
ehsaas inaayat kar kursii kii mohabbat kaa
imroz kii shorish me.n be-fikri-e-fardaa de
Asrar jamayee
Mazahiya
is election ke zamaane me.n bhii tuu ne 'asraar'
kyaa khilaa.e gul-e-ash.aar chanaa jor garam
Asrar jamayee
Mazahiya
'asraar' mubtalaa hu.e ik din azaab me.n
ya.anii giraft-e-zaahid-e-izzat-ma.aab me.n
Asrar jamayee
Mazahiya
ham-suurat-e-ma.ashuuq-e-tarah-daar hai bijlii
'asraar' ke ghar me.n bhii pur-asraar hai bijlii
Asrar jamayee
Mazahiya
haq baat khul ke kah dii 'asraar' 'jaam.ii' ne
ruu-e-suKHan kisii kii jaanib nahii.n hai haashaa
Asrar jamayee
Mazahiya
'asraar' miyaa.n ab to kuchh aur karo baate.n
dekhuu.n to tumhaaraa hai kyaa tarz-e-bayaa.n aaKHir
Asrar jamayee
Mazahiya
likhtaa hai tire kaar-e-siyah-taab ko 'asraar'
le ab tire kirdaar kii ye bhii hu.ii pahchaan