SEARCH RESULTS
Showing search results for "atak"
Ghazal MATCHES FOR "atak"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chingaarii ik aTak sii ga.ii mere siine me.n
tho.Daa saa aa ke phuu.nk do u.Dtaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
pahlii Tap Tap hii mire hosh u.Daa detii hai
nii.nd u.Dtii hai aTak jaatii hai jaa.n baarish me.n
Osama Zakir
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ishq un se miraa hogaa bhii mukammal kaise
ain par hii meraa iz.haar aTak jaataa hai
Harshit Mishra
Ghazal
bilaa-javaaz nahii.n hai falak se ja.ng mirii
aTak ga.ii hai sitaare me.n ik pata.ng mirii
Daniyal Tareer
Ghazal
ruk ruk ke zaraa haath ba.Dhaa KHvaan-e-karam par
luqma ko.ii jaldii me.n aTak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
tirii nigaah me.n mumkin hai kuchh aTak jaa.e
mujhe to sirf a.ndheraa dikhaa.ii detaa hai
Abid Almi
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
aane aTak aTak ke lagii saa.ns raat se
ab hai umiid sirf KHudaa hii kii zaat se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
har baar apne paa.nv KHalaa me.n aTak ga.e
sau baar KHud ko rizq-e-havaa kar chuke hai.n ham
Salim Saleem
Ghazal
KHud bhii duniyaa jo aTak pa.Dtii hai diivaano.n se
asl me.n vaaqif-e-haalaat nahii.n hotii hai