SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaan-e-fajr"
Ghazal MATCHES FOR "azaan-e-fajr"
Ghazal
KHvaab-gaaho.n se azaan-e-fajr Takraatii rahii
din cha.Dhe tak KHaamushii mimbar pe chillaatii rahii
Zaheer Siddiqui
Ghazal
azaan-e-fajr ke aahang me.n mahv-e-suKHan hai
ko.ii mujh se KHudaa ke rang me.n mahv-e-suKHan hai
Shaukat Hashmi
Ghazal
hamaaraa rizq-e-muqarrar hame.n pahu.nchnaa thaa
azaan-e-fajr se pahle jagaa diye ga.e ham
Altamash Abbas
Ghazal
ik aashiyaa.n falak pe banaa.e.nge ham 'azaan'
jii tang aa gayaa hai hamaaraa zamiin par
Arvind Sharma Azaan
Ghazal
ba-vaqt-e-fajr a.ndhere se raushnii kii taraf
mai.n raah-e-marg se aayaa huu.n zindagii kii taraf
Tauheed Zeb
Ghazal
ba-vaqt-e-fajr zaraa der ko sa.nbhaltaa hai
ba-vaqt-e-‘asr mai.n KHud par 'azaab hotaa huu.n
Danish Hayat
Ghazal
kyaa jaane kahaa.n jaane kii jaldii thii dam-e-fajr
suuraj se zaraa pahle hii bistar se uThaa mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
namaaz-e-fajr pe bedaarii kaa sabab hai yahii
hamaare siino.n me.n rahte hai.n vo azaa.n vaale
Mujavir Husain
Ghazal
zuhuur-e-fajr hu.aa hai hazaar raat ke baa'd
ye mas.ala nahii.n hai tiin chaar raato.n kaa
Meer Anjum Parvez
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
azaan-e-sub.h-e-shahaadat me.n ho ga.e shaamil
charaaG-e-jazba-e-nusrat kii lau ba.Dhaate hu.e
Rafi Sirsivi
Ghazal
tere ruKH ko dekh kar khoyaa namaaz-e-fajr ko
sajda jaa.ez hii nahii.n jab aaftaab aaya nazar
Qamar Hilali
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
sote hai.n vo kanaar-e-aduu me.n tamaam raat
misl-e-azaan-e-sub.h yahaa.n hai fuGaa.n abas