SEARCH RESULTS
Showing search results for "azmana"
Ghazal MATCHES FOR "azmana"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zindagii hai ye to hai ye rozgaar ke dukh
abhii bataa de kahaa.n aazmaanaa chaahtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
vo mujh ko aazmaataa hii rahaa hai zindagii bhar
magar ye dil ab us ko aazmaanaa chaahtaa hai
Humaira Rahat
Ghazal
aql kahtii hai dobaara aazmaanaa jahl hai
dil ye kahtaa hai fareb-e-dost khaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
ye husn-o-ishq kii tafriiq ik bahaana hai
kahii.n nazar ko kahii.n dil ko aazmaanaa hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
sunaa hai tujh ko to ham yaad bhii nahii.n aate
ye imtihaa.n to nahii.n ye to aazmaanaa hu.aa
Saleem Kausar
Ghazal
unhe.n agar mirii vahshat ko aazmaanaa hai
zamii.n ko saKHt kare.n dasht ko kushaada kare.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
balaa se jaan ga.ii intizaar me.n merii
mujhe to aap kaa ik va.ada aazmaanaa thaa
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
kisii kii chaah me.n dil ko jalaanaa Thiik hai kyaa
KHud apne aap ko yuu.n aazmaanaa Thiik hai kyaa
Shams Tabrezi
Ghazal
masjid-o-mandir kaliisaa sab me.n jaanaa chaahiye
dar kahii.n kaa ho muqaddar aazmaanaa chaahiye
Nazeer Banarasi
Ghazal
tire baGair bhii zinda huu.n dekh le ai dost
ab aur kyaa tuu mujhe aazmaanaa chaahtaa hai