SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-gil"
Ghazal MATCHES FOR "ba-gil"
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
chanaare.n vaadiyo.n me.n mushta.il hai.n
dareGaa sarv abhii tak paa-ba-gil hai.n
Qayyum Nazar
Ghazal
hairat se paa-ba-gil hu.e rauzan ko dekh kar
diivaar ham ko yaar kii diivaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jhukaa.e kaa.ndho.n ko ushshaaq paa-ba-gil kii tarah
niDhaal pyaas se ham log thar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
kisii kisii pe hii khultaa hai bhed miTTii kaa
har ek shaKHs yahaa.n paa-ba-gil nahii.n hotaa
Ali Kaunain
Ghazal
past fitrat se sivaa.e ranj kuchh haasil nahii.n
paa-ba-gil kashtii ko kar detaa hai paanii thaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shauq-e-musaafirat ho tirii KHair kyaa karuu.n
ik aa.nkh kar ke baiThii hai phir paa-ba-gil mujhe
Maham Haya Safdar
Ghazal
qumrii ko paa-ba-gil nazar aataa hai sharm se
shamshaad mere sarv-e-KHiraamaa.n ke saamne
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
sahraa ko rau.ndne kii havas paa-ba-gil hai ab
yuu.n thaa kabhii ki daaman-e-aafaaq ta.ng thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
tamaam umr paa-ba-gil na ja.ngalo.n se mil sakaa
daraKHt zard haal saa jo ab bhii hai kha.Daa yahii.n
Wahab Danish
Ghazal
thii jin kii dastaras me.n havaa paa-ba-gil hu.e
ai musht-e-KHaak zo.am kahaa.n kaa u.Daan par
Saleem Shahid
Ghazal
sahraa ko rau.ndne kii havas paa-ba-gil hai ab
yuu.n thaa kabhii ki daaman-e-aafaaq tang thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
is husn-e-zan pe ham-safaro.n ke huu.n paa-ba-gil
mujh be-KHabar ko rahbar-e-manzil banaa diyaa