SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-qaul"
Ghazal MATCHES FOR "ba-qaul"
Ghazal
'naasiKH' ba-qaul-e-afsah-e-hindostaa.n kabhii
zaahid kaa dil na KHaana-e-KHummaar to.Diye
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ko.ii bhii paas nahii.n to tiraa KHayaal na Gam
ba-qaul-e-piir-e-jahaa.n-diida ham visaal me.n hai.n
Shahram Sarmadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ba-qaul-e-'Gaalib'-e-daanaa guzar hii jaatii ye umr
magar use bhii tire rahguzar ne chhiin liyaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ba-qaul-e-shaa.er-e-bangaala 'azfarii' yuu.n rah
''ki khaanaa gaa.nTh kaa in se nirii salaam-alaik''
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
ba-qaul-e-'Gaalib'-e-daanaa guzar hii jaatii ye 'umr
magar use bhii tire rah-guzar ne chhiin liyaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
tavaazo aap kii ham kyaa kare.n bhalaa saahib
ba-qaul shaKHse is apne jigar me.n aah nahii.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham bhii ba-qaul 'faanii'-e-marhuum in dino.n
hindostaa.n me.n rahte hai.n hindostaa.n se duur
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
'nasiir' kiije vafaa kab talak ba-qaul-e-'miir'
jafaa.e.n dekh liyaa.n bevafaa.iyaa.n dekhii.n
Shah Naseer
Ghazal
kitne begaane hote hai.n ye jaane-pahchaane log
jaane hu.e bhii ba-qaul hamaare anjaane begaane hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ba-qaul us ke murassaa Gazal kaa shaa.ir hai
Gazal kii aas thii us se magar rubaa.ii milii
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
Shahzad Husain Saail
Ghazal
ba-qaul hazrat-e-iqbaal aaj bhii 'shaadaa.n'
hayaat zauq-e-safar ke sivaa kuchh aur nahii.n