SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-saan-e-zar"
Ghazal MATCHES FOR "ba-saan-e-zar"
Ghazal
us kaa hai fazl zarra jo chamke ba-saan-e-zar
hai varna kyaa ye maah bhii aur aaftaab kyaa
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
ba-saan-e-taKHta-e-gul merii fikr hai aazaad
misaal-e-qaus-e-quzah hai mire KHayaal kaa ra.ng
Ejaz Siddiqi
Ghazal
chaman-e-ishq-o-mohabbat me.n ba-saan-e-nargis
aa.nkh hasrat se khulii taalib-e-diidaar kii thii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
ik ranj ba-pairaaya-e-zar kyo.n nahii.n jaataa
kashkol-e-havas hai to ye bhar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
aisii kyaa baat sar-e-shaam nibhaanii hogii
daastaa.n Gam kii bhii ha.ns ha.ns ke sunaanii hogii
Khalish Dehlvi
Ghazal
bar-sar-e-dard zamaane kaa bhii sochaa jaa.e
phir nayaa qarz uThaane kaa bhii sochaa jaa.e
Saim Ji
Ghazal
kyaa taa-ba-zabaa.n aa.e dil-e-zaar kii aavaaz
biimaar ke maanind hai biimaar kii aavaaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
sachchaa.iyo.n ko bar-sar-e-paikaar chho.D kar
ham aa ga.e hai.n dasht me.n ghar-baar chho.D kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
merii miTTii kaa nasab be-sar-o-saamaanii se
kaam kuchh us ko havaa se na talab paanii se
Farhat Ehsas
Ghazal
haq pasando.n se jahaa.n bar-sar-e-paikaar sahii
kuchh dino.n aur bhii rusvaa sar-e-baazaar sahii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
merii imlaak samajh be-sar-o-saamaanii ko
ek muddat se mai.n laahaq huu.n pareshaanii ko
Ali Muzammil
Ghazal
jab ba-faizaan-e-junuu.n parcham-e-zar khulte hai.n
qufl-e-shab to.D ke anvaar-e-sahar khulte hai.n
Akhtar Ziai
Ghazal
ko.ii nishaa.n sar-e-diivaar-o-baam apnaa nahii.n
kisii nagar kisii ban me.n qayaam apnaa nahii.n