SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-zabaan-e-khud"
Ghazal MATCHES FOR "ba-zabaan-e-khud"
Ghazal
kabhii ek baar bhii to miraa tazkira chaman me.n
ba-zabaan-e-gul na hotaa ba-zabaan-e-KHaar hotaa
Panna Lal Noor
Ghazal
puuchhe 'gulzaar' se hai vo ba-zabaan-e-sausan
tum kahaa.n bazm me.n aa.e ho zabaa.n-daano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hadiis-e-dil ba-zabaan-e-nazar bhii kah na sakaa
huzuur-e-husn ba.Dhii aur bebasii merii
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
kyaa taa-ba-zabaa.n aa.e dil-e-zaar kii aavaaz
biimaar ke maanind hai biimaar kii aavaaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
maayuus KHud-ba-KHud dil-e-ummiid-vaar hai
is gul me.n buu KHizaa.n kii hai ra.ng-e-bahaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Parvez Sahir
Ghazal
na samajh sakii jo duniyaa ye zabaan-e-be-zabaanii
tiraa chehra KHud kahegaa mire qatl kii kahaanii
Akhtar Muslimi
Ghazal
ehsaas-e-be-zabaa.n kii lataafat isii me.n thii
mai.n ne kahaa na kuchh ki mohabbat isii me.n thii
R P Shokh
Ghazal
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
Syed Aneesuddin Ahmad Rizvi Amrohvi
Ghazal
zulf tahriir-e-pareshaan-e-taqaazaa hai magar
shaana-saa.n muu-ba-zabaa.n KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
kashaakash-e-Gam-e-hastii se gar mile fursat
jahaa.n ko ham bhii dikhaa de.nge baa-zabaa.n hai.n ham
Hasrat Saharvardi
Ghazal
kaif-e-naaquus-o-azaa.n bol uThe lafzo.n me.n
vird-e-haq ho ba-zabaa.n ek Gazal ho jaa.e
Dharmendr Nath
Ghazal
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
ba-zo.am-e-KHud ajal se mai.n la.Daa huu.n
ba-zo.am-e-KHud mai.n haaraa zindagii se