SEARCH RESULTS
Showing search results for "baKHtaavar"
Ghazal MATCHES FOR "baKHtaavar"
Ghazal
sitaara-e-saharii Duubne ko aayaa hai
zaraa ko.ii mire suuraj ko baa-KHabar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
raaz-e-haram se shaayad 'iqbaal' baa-KHabar hai
hai.n is kii guftuguu ke andaaz mahramaana
Allama Iqbal
Ghazal
parinde jaate na jaate palaT ke ghar apne
par apne ham-shajaro.n se to baa-KHabar rahte
Iftikhar Arif
Ghazal
baa-KHabar kar ke rah-e-ishq kii mushkil se tujhe
faisla chho.D diyaa hai tirii aasaanii par
Jamal Ehsani
Ghazal
be-KHabar hote ho.e bhii baa-KHabar lagte ho tum
duur rah kar bhii mujhe nazdiik-tar lagte ho tum
Naz Butt
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ko.ii KHudaa-e-mohabbat ko baa-KHabar kar de
mai.n KHud ko ishq me.n qurbaan karne vaalaa huu.n
Manish Shukla
Ghazal
Qamar Jalalabadi
Ghazal
phir zindagii hai Gam kii amaanat liye hu.e
har daulat-e-nashaat se phir bahra-var hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kisii se ishq karnaa aur is ko baa-KHabar karnaa
hai apne matlab-e-dushvaar ko dushvaar-tar karnaa