SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.njh"
Ghazal MATCHES FOR "baa.njh"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
jo de sakaa na pahaa.Do.n ko barf kii chaadar
vo merii baa.njh zamii.n ko kapaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
zamiin baa.njh na ho jaa.e kuchh kaho 'az.har'
suKHan kii shaaKH pe kab se samar nahii.n aayaa
Azhar Iqbal
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
manzar bhii sab baa.njh ruto.n me.n Duub ga.e
aa.nkho.n par bhii pahra biThaanaa chho.D diyaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
raat kii kokh ko.ii chaa.nd kahaa.n se laa.e
ye zamii.n baa.njh hai barse ki na barse baadal
Prem Warbartani
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
Mansoor Ahmad
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
ba.Dhne do aur shauq-e-shahaadat avaam me.n
kuchh baa.njh to nahii.n hai ye KHaak-e-vatan abhii
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
jahaa.n se mere jism ko ik din ugnaa hai
mai.n us baa.njh zamiin ko Dhuu.nDhtaa rahtaa huu.n
Nazeer Qaisar
Ghazal
hame.n ye baa.njh bahuu be-nishaan kar degii
ye baat kah ke vo beTe kii maa.n se la.Dtaa hai
Jabbar Wasif
Ghazal
ko.ii malhaar na suujhegaa tire baa'd hame.n
baa.njh dhartii ke zamii.n-daar nazar aa.e.nge
Ikram Basra
Ghazal
sailaab kaa guzar bhii to logo.n kii maut hai
dariyaa kaa baa.njh-pan jahaa.n nahro.n kii maut hai
Shoeb Zaman
Ghazal
baa.njh pe.Do.n ko na kaaTegaa ko.ii dast-e-ajal
mai.n ki phaldaar huu.n nuqsaan me.n rah jaa.uu.ngaa