SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadshaaho"
Ghazal MATCHES FOR "baadshaaho"
Ghazal
dekhne vaalaa thaa manzar jab kahaa darvesh ne
kaj-kulaaho baadshaaho taaj-daaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
'Gaalib' bhii gar na ho to kuchh aisaa zarar nahii.n
duniyaa ho yaa rab aur miraa baadshaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
baadshaaho.n se bhii phe.nke hu.e sikke na liye
ham ne KHairaat bhii maa.ngii hai to KHuddaarii se
Rahat Indori
Ghazal
qaa.em hai mujh me.n mere taKHayyul kii saltanat
be-taaj baadshaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer Nayab
Ghazal
tum suno yaa na suno haath ba.Dhaa.o na ba.Dhaa.o
Duubte Duubte ik baar pukaare.nge tumhe.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
shahr-ba-shahr kar safar zaad-e-safar liye baGair
ko.ii asar kiye baGair ko.ii asar liye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
dii baadshahii haq ne tujhe husn-nagar kii
yuu kishvar-e-iiraa.n me.n sulaimaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
kahii.n hai baadshaah-e-taKHt-nashii.n
kahii.n kaasa liye gadaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
miltaa hai KHiraaj us ko tirii naan-e-javii.n se
har baadshah-e-vaqt tire dar kaa gadaa hai