SEARCH RESULTS
Showing search results for "baalisht"
Ghazal MATCHES FOR "baalisht"
Ghazal
ham un kii samt chale.n kis tarah se miilo.n-miil
hamaarii samt jo baalisht-bhar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
dilo.n se dard du.aa se asar nikaltaa hai
ye kis bahisht kii jaanib bashar nikaltaa hai
Mohammad Mukhtar Ali
Ghazal
hamaare qad ke mutaabiq jise banaayaa thaa
vahii vo dar hai jo baalisht-bhar nahii.n khultaa
Fani Jodhpuri
Ghazal
uu.nche makaan khaa ga.e sab mere ghar kii dhuup
hisse me.n mere rah ga.ii baalisht bhar kii dhuup
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
baalisht bhar zamii.n hai mirii manzil-e-sukuun
ye bhii ujaa.D de to nahii.n aasmaa.n se duur
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
Mohammad Owais Malik
Ghazal
dasht saagar aasmaa.n shams-o-qamar kaa faasla
chashm-e-biinaa ke liye baalisht bhar kaa faasla
Amar Ruhani
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ai mire abr-e-karam dekh ye viiraana-e-jaa.n
kyaa kisii dasht pe tuu ne kabhii baarish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din