SEARCH RESULTS
Showing search results for "baar-baar"
Ghazal MATCHES FOR "baar-baar"
Ghazal
fareb khaanaa nahii.n baar baar chiiKHtaa hai
nadii kii tah se ko.ii regzaar chiiKHtaa hai
Akhilesh Tiwari
Ghazal
KHayaal usii kii taraf baar baar jaataa hai
mire safar kii thakan kaun utaar jaataa hai
Akhtar Nazmi
Ghazal
baar-baar jiite hai.n baar-baar marte hai.n
yuu.n vafaa kii duniyaa me.n apne din guzarte hai.n
Hanson Rehani
Ghazal
jab baar-baar bheje ga.e ruKHsatii ke paan
tang aa ke mujh ko khaane pa.De ruKHsatii ke paan
Rashid Damohi
Ghazal
baar baar ek hii nazzaara na dikhlaayaa kar
baat dilkash bhii agar ho to na dohraayaa kar
Khaqan Khavar
Ghazal
detaa hai mujh ko charKH-e-kuhan baar baar daaG
uf ek meraa siina hai us par hazaar daaG
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
maqtal se baar baar guzaaraa gayaa hame.n
KHanjar se pahle KHauf se maaraa gayaa hame.n
Kashif Syed
Ghazal
vo baar baar miraa dil KHushii se to.De par
na aa.ndhiy.o.n me.n kabuutar miyaa.n ke chho.De par
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
lab-e-KHirad se yahii baar baar niklegaa
nikaalne hii se dil kaa Gubaar niklegaa
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
bas ek vahm sataataa hai baar baar mujhe
dikhaa.ii detaa hai patthar ke aar-paar mujhe