SEARCH RESULTS
Showing search results for "baare"
Ghazal MATCHES FOR "baare"
Ghazal
ubhre.nge ek baar abhii dil ke valvale
go dab ga.e hai.n baar-e-Gam-e-zindagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
mire baare me.n ko.ii raa.e to hogii us kii
us ne mujh ko bhii kabhii to.D ke dekhaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
u.Dtii phire hai KHaak mirii kuu-e-yaar me.n
baare ab ai havaa havas-e-baal-o-par ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
de vo jis qadar zillat ham ha.nsii me.n Taale.nge
baare aashnaa niklaa un kaa paasbaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
baare duniyaa me.n raho Gam-zada yaa shaad raho
aisaa kuchh kar ke chalo yaa.n ki bahut yaad raho
Meer Taqi Meer
Ghazal
kitaabe.n yuu.n to bahut sii hai.n mere baare me.n
kabhii akele me.n KHud ko bhii pa.Dh liyaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahii.n kahii.n mujhe apnii KHabar nahii.n miltii
kahii.n kahii.n tire baare nahii.n samajhtaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
maut ke darinde me.n ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhii kahte ho.n KHud-kushii ke baare me.n