SEARCH RESULTS
Showing search results for "baashindo"
Ghazal MATCHES FOR "baashindo"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n tirii saltanat-e-husn kaa baashinda huu.n
mujh ko duniyaa me.n kahii.n aur nahii.n rahnaa hai
Ashfaq Husain
Ghazal
KHush-baashii-o-tanziiya-o-taqaddus the mujhe 'miir'
asbaab pa.De yuu.n ki ka.ii roz se yaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kam hai aavaaz tire kuuche ke baashindo.n kii
naala karne se gale un ke magar baiTh ga.e
Meer Shamsuddeen Faqeer
Ghazal
is manzil-e-jahaa.n ke baashinde raftanii hai.n
har ik ke haa.n safar kaa saamaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
ba.De ajiib hai.n shahr-e-junuu.n ke baashinde
hamesha kahte hai.n ba.ad-az-salaam ishq ba-KHair
Rehman Faris
Ghazal
ajnabii jaan ke har shaKHs guzar jaataa hai
aur sadiyo.n se isii shahr kaa baashinda huu.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
vo gungunaate raaste KHvaabo.n ke kyaa hu.e
viiraana kyuu.n hai.n bastiyaa.n baashinde kyaa hu.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
jo duniyaa tujh se vaaqif hii nahii.n hai
mai.n us duniyaa kaa baashinda nahii.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
Umair Manzar
Ghazal
ham us dhartii ke baashinde the 'taabish'
ki jis kaa ko.ii mustaqbil nahii.n thaa
Tabish Kamal
Ghazal
baashinde haqiiqat me.n hai.n ham mulk-e-baqaa ke
kuchh roz se mehmaan hai.n is daar-e-fanaa ke
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
nau-e-bashar kaa vahshii-pan jab yaad karo
ye mat bhuulo jangal kaa baashinda hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
farq mushkil hai bahut dasht ke baashindo.n me.n
aadmii baiThaa hai aisaa ki shajar baiThaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mohabbat kar ke sharminda nahii.n huu.n
mai.n is duniyaa kaa baashinda nahii.n huu.n