SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "baazaa.n"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
paak-baazaan-e-mohabbat me.n jo bebaakii hai
husn gar us ko samajh le to pashemaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n kahaa.n jaataa thaa us bazm-e-nazar-baazaa.n me.n
lekin ab ke tire abruu kaa ishaaraa hai mujhe
Faizi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
pyaare kamar kahaa.n hai tumhaare yuu.nhii ba-zan
sun kar kisii se jhuuT par israar mat karo
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ishq-baazaa.n ke ta.ii.n 'ishq me.n tere ai yaar
masjid-o-madrasa-o-dair-o-haram chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Ganiim-e-Gam kiyaa hai fauj-bandii ishq-baazaa.n par
bajaa hai aaj vo raaja agar naubat bajaa nikle
Wali Dakni
Ghazal
sulhullaah nahii.n ja.ng bhii fillaah nahii.n
na.ara-baazaa.n ko.ii shabbar ko.ii shabbiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
dil bhii le kar alam-e-aah muqaabil pahu.nchaa
neza-baazaan-e-mizha jab ba-taGaaful pahu.nche