SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-e-tamaashaa"
Ghazal MATCHES FOR "baazaar-e-tamaashaa"
Ghazal
tajrabaat apne muqaddar me.n liye marhala-vaar
tere baazaar-e-tamaashaa me.n uchhaale ga.e ham
Iffat abbas
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
baaG baazaar-e-tamaashaa aa.nkh juuyaa-e-bahaar
chashm-e-nargis yaa tan-e-sarv-e-sahii kyaa dekhnaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo taab-e-tamaashaa hii nahii.n us me.n 'razaa' tuu
vo aatish-e-furqat ko bujhaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kyaa ko.ii dil kaa KHariidaar idhar aa niklaa
is qadar garmii-e-baazaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
ro ro ke shab-o-roz tire hijr me.n ai dost
ham apnii mohabbat kaa tamaashaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
hai turfa tamaasha sar-e-baazaar-e-mohabbat
sar bechte phirte hai.n KHariidaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
yahaa.n vahaa.n sar-e-baazaar KHuu.n bahaa meraa
ajiib hai ki chukaanaa hai KHuu.n-bahaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gaa.nv ke zarre zarre me.n hai shor-o-Gul magar
baazaar chup hai aur nagar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
KHaalii hai talab-gaaro.n se baazaar-e-tamannaa
aataa hii nahii.n ko.ii KHariidaar-e-tamannaa
Sultan Akhtar
Ghazal
ra.ngiinii-e-bahaar-e-tamannaa liye hu.e
baiThaa huu.n dil me.n shauq kii duniyaa liye hu.e
Shariq Merthi
Ghazal
hukm-e-sayyaad hai taa-KHatm-e-tamaashaa-e-bahaar
saarii duniyaa kahe bulbul na kahe haa.e bahaar
Qamar Jalalvi
Ghazal
fazaa-e-zauq-e-tamaashaa hai sar-basar mahduud
vasii.a daa.era-e-husn aur nazar mahduud
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
ham to hai.n faqat dil-zada-e-zauq-e-tamaashaa
rum ham se abas karte ho ai zohra-nigaaho!
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
sho.ala-e-dard ba-unvaan-e-tajallaa hii sahii
lutf-e-diivaangii-o-zauq-e-tamaashaa hii sahii