SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-aman"
Ghazal MATCHES FOR "bad-aman"
Ghazal
'iimaan' aafrii.n hai ki us bad-mizaaj se
yaaraane kaa nibaahnaa dushvaar saKHt thaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
baalii.n se kaun mahv-e-tabassum guzar gayaa
ab har nazar bahaar bad-amaa.n hai aur ham
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
hujuum-e-jalva bad-amaa.n adaa-e-KHud-biinii
nigaah-e-sabr se aaraa.ish-e-jamaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
jidhar bhii dekhiye bas aasmaan hotaa thaa
kahii.n kahii.n ko.ii uu.nchaa makaan hotaa thaa
Vikram Sharma
Ghazal
paas rah kar dekhnaa teraa ba.Daa armaan hai
mujh ko sab mushkil hai pyaare tujh ko sab aasaan hai
Meer Soz
Ghazal
Khawaja Javed Akhtar
Ghazal
baat iimaa-o-ishaaraat se ba.Dhii aap hii aap
us kii qurbat me.n bahalne lagaa jii aap hii aap
Shabnam Shakeel
Ghazal
bad amal karte ho aur nek jazaa chaahte ho
dil me.n socho to ki kyaa karte ho kyaa chaahte ho
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shahr taa'miir kare.nge ko.ii mil kar us me.n
vo jaziira jo samundar se bar-aamad hogaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Badr Mohammadi
Ghazal
bas ek maa.n kii du'aa.o.n kaa lashkar-e-jarraar
hamaare gird hisaar-e-amaan khii.nchtaa hai
Usman Minai
Ghazal
maziid ik baar par baar-e-giraa.n rakkhaa gayaa hai
zamii.n jo tere upar aasmaa.n rakkhaa gayaa hai
Ameer Imam
Ghazal
kal sar-e-arz-e-dilaa.n baad-e-amaa.n chaltii thii
ab idhar KHaak u.Daatii hai mirii vahshat hii
Nisar Ahmad Nisar
Ghazal
kal sar-e-arz-e-dilaa.n baad-e-amaa.n chaltii thii
ab idhar KHaak u.Daatii hai mirii vahshat hii
Nisar Ahmad Nisar
Ghazal
kar ke dar band 'ayaa.n' baiThii huu.n Gairo.n ke liye
bhes me.n apno.n ke ghar aa ga.e begaane to
Rasheeda Ayan
Ghazal
dhandaa kiye hai.n aap hii baaruud kaa miyaa.n
aur baat kar rahe hai.n jii amn-o-amaan kii