SEARCH RESULTS
Showing search results for "badlaav"
Ghazal MATCHES FOR "badlaav"
Ghazal
'naayaab' inqilaab-e-zamaana kii hai daliil
badlaav dekhtaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
kyaa kisii badlaav se ye zindagii badlii kabhii
kyuu.n na.ii vo roz apnii shaKHsiyyat kartaa rahaa
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
hu.e hai.n faisle jhuuTe rahe va.ade adhuure se
bahut badlaav dekhaa hai adaalat me.n siyaasat me.n
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
rahnumaa un ko kahuu.n fikr me.n jin kii har-dam
mausamo.n kii tarah badlaav saa aa jaataa hai
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
isii lahje se hai pahchaan adab me.n apnii
is liye ham ko.ii badlaav nahii.n chaahte hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
ab ye mere zehn kaa badlaav hai yaa bebasii
jaane kyo.n vo sang-dil lagtaa hai dariyaa-dil mujhe
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
haalaa.nki sar se paa.nv talak baa-vafaa huu.n mai.n
badlaav kab ho dekhnaa tum biich biich me.n
Sohil Barelvi
Ghazal
Deepak Agrawal
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye