SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahjat"
Ghazal MATCHES FOR "bahjat"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bahjat-e-fikr pe qaadir huu.n mai.n jab tak 'aKHtar'
mujhe sarmaaya-e-andoh bahut pyaaraa hai
Akhtar Ansari
Ghazal
mil sakaa hai un ke Gam kaa kuchh maza
bahjat-e-kaunain Thukraane ke ba.ad
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
bahaar-o-bahjat-o-izz-o-vaqaar us pe nisaar
zabaa.n se maal se jaa.n se jo zaalimo.n se la.De
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
na gul khile hai.n na un se mile na mai pii hai
ajiib rang me.n ab ke bahaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte