SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahne"
Ghazal MATCHES FOR "bahne"
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
saath maujo.n ke sabhii ho.n jahaa.n bahne vaale
kaun samjhegaa samundar tirii gahraa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
mahfil me.n aaj marsiya-KHvaanii hii kyuu.n na ho
aa.nkho.n se bahne diijiye paanii hii kyuu.n na ho
Munawwar Rana
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mai.n samundar thaa mujhe chain se rahne na diyaa
KHaamushii se kabhii dariyaa.o.n ne bahne na diyaa
Azhar Inayati
Ghazal
ba-naam-e-shart-e-mohabbat ye ashk bahne do
hame.n KHabar hai ki jo bebasii tumhaarii thii
Subhan Asad
Ghazal
kitaab kholii to lafzo.n ke saath bahne lage
ajab tilism thaa us shaKHs kii nigaarish me.n
Khaleel Tanveer
Ghazal
aa kabhii lams ko yaksar nazar-andaaz kare.n
aa.nkh se aa.nkh milaa KHuun me.n bahne de mujhe
Khursheed Rizvi
Ghazal
vo phuuT bahne me.n mashshaaq hai.n ye rone me.n
rahe.nge dab ke na aa.nkho.n se aable dil ke
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Anjum Barabankvi
Ghazal
kyaa vasl kii saa.at ko tarasne ke liye thaa
dil shahr-e-tamannaa tire basne ke liye thaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
aa.iyo ai ashk ab bahne lagaa hai KHuun-e-garm
bhejiyo paanii ki aatish-baar aa.nkhe.n ho ga.ii.n