SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahte"
Ghazal MATCHES FOR "bahte"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Gazal ne bahte hu.e phuul chun liye varna
Gamo.n me.n Duub ke ham log mar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ban ke ha.nsii ho.nTo.n par bhii rahte ho
ashko.n me.n bhii tum bahte ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
shaam hote hii simaT jaa.e.nge saare raste
bahte dariyaa se jahaa.n hoge Thahar jaa.oge
Nida Fazli
Ghazal
vo zard patte jo pe.D se TuuT kar gire the
kahaa.n ga.e bahte paaniyo.n me.n bulaa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
Dhale to hotii hai kuchh aur ehtiyaat kii umr
ki bahte bahte ye dariyaa uchhaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n zindagii se na khul sakaa is liye bhii 'mohsin'
ki bahte paanii pe kab talak e'tibaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHushk miTTii hii ne jab paa.nv jamaane na diye
bahte dariyaa se phir ummiid ko.ii kyaa rakkhe
Waseem Barelvi
Ghazal
aag bahte hu.e paanii me.n lagaane aa.ii
tere KHat aaj mai.n dariyaa me.n bahaane aa.ii
Anjum Rehbar
Ghazal
dil pe mushkil hai bahut dil kii kahaanii likhnaa
jaise bahte hu.e paanii pe ho paanii likhnaa
Kunwar Bechain
Ghazal
KHvaabo.n kii miTTii se bane do kuuzo.n me.n
do dariyaa hai.n aur ikaTThe bahte hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
lahuu thaa tamannaa kaa aa.nsuu nahii.n the
bahaa.e na jaate to hargiz na bahte