SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahte"
Nazm MATCHES FOR "bahte"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hiras
ashk bahte rahe.n KHaamosh siyah raato.n me.n
aur tire reshmii aa.nchal kaa kinaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab nahin dekha hai
subah ghar chho.Dne kaa der se ghar aane kaa
bahte jharno.n kii khanaktii hu.ii aavaazo.n kaa
Waseem Barelvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
tuu ne likhkhaa thaa jalaa duu.n mai.n tirii tahriire.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
duur reg o havaa kii yaado.n me.n loTtaa hai)
jo bahte paanii ko apnii dariyaa-dilii kii
Noon Meem Rashid
Nazm
numaish-e-aligarh
vo jalvo.n ke bahte hu.e KHushk dhaare
vo namkiin aaGaaz-e-shab allaah allaah
Shakeel Badayuni
Nazm
din ke rup mein raat kahani
cha.Dhtaa suuraj ye bataa detaa hai
ba.Dhte saa.e hai.n kisii ke Gammaaz
Meeraji
Nazm
kuchh der pahle nind se
a.ndheraa dil me.n, aa.nkho.n me.n, lahuu me.n, bahte bahte jam gayaa hai
vaqt jaise tham gayaa hai
Iftikhar Arif
Nazm
wafa kaisi?
KHvaab kii lahr me.n bahte hu.e aa.e saahil
muskuraate hu.e ho.nTo.n kaa sulagtaa hu.aa karb
Mustafa Zaidi
Nazm
log kahte hain
log kahte hai.n ki parbat se nikal kar chashme
kisii kho.ii manzil kii taraf bahte hai.n
Saifuddin Saif
Nazm
kabhi kabhi
to khul kar ha.nste nahi.n hai.n
KHvaabo.n me.n yuu.n bahte hai.n aksar