SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahuur"
Ghazal MATCHES FOR "bahuur"
Ghazal
giraft-e-fan se na aazaad ho sakaa 'shaadaab'
KHayaal-e-taaza karishma bahuur kaa niklaa
Aqeel Shadab
Ghazal
bahuur hazrat-e-Gaalib se le ke aa.e hai.n
KHayaal miir taqii 'miir' se ba.ndhaa hu.aa hai
Hamza Yaqub
Ghazal
Garq ho kar bhii bahuur-e-'ishq se
jab mai.n ubhrii to ubhartii hii ga.ii
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
huruuf ke hisaar se faqat nahii.n Gazal kaa dam
jo fikr hii nahii.n rahii bahuur kyaa radiif kyaa
Masood Hassas
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kahii.n nahii.n ko.ii suuraj dhu.aa.n dhu.aa.n hai fazaa
KHud apne aap se baahar nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa