SEARCH RESULTS
Showing search results for "baithte"
Ghazal MATCHES FOR "baithte"
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
baiThte jab hai.n khilaune vo banaane ke liye
un se ban jaate hai.n hathiyaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
'miir'-saahib hii nahii.n us se pare baiThte hai.n
jo bhii shaa.ista-e-aadaab-e-junuu.n hai yuu.n hai
Abbas Tabish
Ghazal
ham is tamiiz ke saath us ke paas baiThte hai.n
ki jaise shaah ke qadmo.n me.n daas baiThte hai.n
Amulya Mishra
Ghazal
kisii buzurg kii sohbat me.n baiThte hai.n 'talab'
balaa kii dhuup hai ab saa.ebaa.n banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n jab baiThte hai.n ham mai-kash
duKHtar-e-raz ko bhii pahluu me.n biThaa lete hai.n
Ameer Minai
Ghazal
jii chaahtaa to baiThte yaado.n kii chhaa.nv me.n
aisaa ghanaa daraKHt bhii ja.D se ukha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
jaa baiThte hai.n chhup ke kabhii ham bhii us jagah
is vaaste hame.n tirii mahfil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
yaa.n tak aduu kaa paas hai un ko ki bazm me.n
vo baiThte bhii hai.n to mire ham-nashii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jaa baiThte ho Gairo.n me.n Gairat nahii.n aatii
us vaqt mirii jaan muravvat nahii.n aatii
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
baiThte hii baiThte mahfil me.n be-KHud ho gayaa
dekhte hii dekhte ruKHsat tavaanaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham jigar-figaaro.n kii is adaa ko kyaa kahiye
baiThte hai.n sab mil kar sochte hai.n sab tanhaa
Dilkash Sagari
Ghazal
raat jo jaa baiThte hai.n roz ham majnuu.n ke paas
pahle an-ban rah chukii hai ab to yaaraana rahe