SEARCH RESULTS
Showing search results for "bake"
Ghazal MATCHES FOR "bake"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bakne bhii do 'aajiz' ko jo bole hai bake hai
diivaana hai diivaane se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sair-e-mahtaab-o-kavaakib se tabassum taa-bake
ro rahii hai vo kisii kii sham-e-turbat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
muusaa-o-KHizr ne tire baTne ke vaaste
gholaa hai barq-e-tuur ko aab-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
diivaane KHat-o-zulf ke saude kii lahar me.n
kyaa kyaa na bake sumbul-o-raihaa.n se ulajh kar
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
taa-ba-ke mai.n dhu.aa.n dhu.aa.n saa rahuu.n
jal-bujhuu.n KHud ko raakh kar jaa.uu.n
Khalish Qadiri
Ghazal
taa-ba-ke yuu.nhii tasavvur me.n taraashoge sanam
kyo.n tasavvur ko na tasviir me.n Dhaalo logo
Alqama Shibli
Ghazal
sune.n vo yaa na sune.n ye bake hii jaataa hai
raqiib-e-yaava-e-go ko hai apnii Tar se Garaz
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
iztiraab-e-dil ba-shakl-e-raaz aaKHir taa-ba-ke
tishna-e-diidaar ke lab par savaal aa hii gayaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
hote rahoge taa-ba-ke sharminda-e-ehsaan-e-Gair
yaaro yahaa.n kii chand-roza zindagii ke vaaste
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
KHudaa jaane nashe me.n kyaa bake hai.n
hamaarii baat par yaaro na jaanaa