SEARCH RESULTS
Showing search results for "bake"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bake"
Ghazal
bakne bhii do 'aajiz' ko jo bole hai bake hai
diivaana hai diivaane se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
sair-e-mahtaab-o-kavaakib se tabassum taa-bake
ro rahii hai vo kisii kii sham-e-turbat dekhiye
Josh Malihabadi
PAGE MATCHES FOR "bake"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bake"
Ghazal
muusaa-o-KHizr ne tire baTne ke vaaste
gholaa hai barq-e-tuur ko aab-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Kulliyat
fikr-e-ma.aash ya.anii Gam-e-ziist taa-ba-ke
mar jaa.iye kahii.n ki Tuk aaraam paa.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
diivaane KHat-o-zulf ke saude kii lahar me.n
kyaa kyaa na bake sumbul-o-raihaa.n se ulajh kar
Munawar Khan Ghafil
Sher
jis nuur ke bakke ko mah-o-KHur ne na dekhaa
kam-baKHt ye dil loTe hai us parda-nashii.n par
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
taa-ba-ke mai.n dhu.aa.n dhu.aa.n saa rahuu.n
jal-bujhuu.n KHud ko raakh kar jaa.uu.n
Khalish Qadiri
Nazm
aawazen
taa-ba-ke zindagii ho KHizaa.n hii KHizaa.n
kyo.n na ab ham bahaaro.n ko aavaaz de.n








