SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhiya"
Ghazal MATCHES FOR "bakhiya"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vahshat-e-zaKHm-e-vafaa dekh ki sar-taa-sar dil
baKHiya juu.n jauhar-e-teG aafat-e-giiraa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye jaama-e-sad-chaak badal lene me.n kyaa thaa
mohlat hii na dii 'faiz' kabhii baKHiya-garii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab be-KHabraa.n mere lab-e-zaKHm-e-jigar par
baKHiya jase kahte ho shikaayat hai rafuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na kahii.n sozan-o-rishta na kahii.n baKHiya-garii
sar-ba-sar chaak hai daaman ye ko.ii kyaa jaane
Arsh Malsiyani
Ghazal
aur kuchh der Thahar ai mirii biinaa.ii ki mai.n
dekh luu.n ruuh me.n jo baKHiya-garii rah ga.ii hai
Zia Faooqui
Ghazal
kar to liyaa hai dard kii lahro.n kaa saamnaa
lekin hamaare zarf kaa baKHiya udha.D gayaa
Manish Shukla
Ghazal
dil-e-sad-chaak ko vo KHaar se kartaa hai rafuu
haa.e ye baKHiya-garii maar na Daale mujh ko
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
rakh na sozan ko zaraa dekh to le ai jarraah
qaabil-e-baKHiya miraa zaKHm-e-jigar hai ki nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
abhii to baKHiya-garii ko sozan hii kaam aa.e
hinaa kii dahliiz pe tulu-e-hijaab dekhaa