SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhsh"
Ghazal MATCHES FOR "bakhsh"
Ghazal
mai.n ne baKHsh dii tirii kyuu.n KHataa tujhe ilm hai
tujhe dii hai kitnii ka.Dii sazaa tujhe ilm hai
Taimur Hasan
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jo tumhaare lab-e-jaa.n-baKHsh kaa shaidaa hogaa
uTh bhii jaa.egaa jahaa.n se to masiihaa hogaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
'baKHsh' siikhaa hai shahiidaan-e-vafaa se ham ne
haath kaT jaa.e.n alam mu.nh se uThaa.e rakhnaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
tirii nazar ke ishaaro.n ko niind aa.ii hai
hayaat-baKHsh sahaaro.n ko niind aa.ii hai
Qaisar Nizami
Ghazal
ruKHsaar aaj dho kar shabnam ne pankhu.Dii ke
kuchh aur baKHsh Daale andaaz dilkashii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
hamaare shahr kii KHaamoshiyaa.n niraalii hai.n
sukuun-baKHsh hai.n chehre magar savaalii hai.n
Shahid Anwar
Ghazal
taraashe shahr mai.n ne 'baKHsh' kyaa kyaa
magar KHud taa-abad be-ghar rahaa huu.n
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
kyuu.n baKHsh diyaa mujh se gunahgaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii ri.aayat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
jafaa.e.n baKHsh ke mujh ko mirii vafaa maa.nge.n
vo mere qatl kaa mujh hii se KHuu.n-bahaa maa.nge.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
dekho aaqaa kii galii aur vo rauza dekho
apnii nazro.n ko sukuu.n baKHsh do ka.aba dekho
Rakhshan Hashmi
Ghazal
baKHsh dii haal-e-zabuu.n ne jalva-saamaanii mujhe
kaash mil jaa.e zamaane kii pareshaanii mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
har daliil kaaTe.nge ham daliil-e-raushan se
'baKHsh' sau savaalo.n kaa ik javaab likkhe.nge
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
zamii.n ke chaa.nd-sitaaro.n ko nii.nd aatii hai
hayaat-baKHsh bahaaro.n ko nii.nd aatii hai