SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhsh"
Nazm MATCHES FOR "bakhsh"
Nazm
aaj
nanhe bachcho.n ko un kii KHushii baKHsh do
mulk kii ruuh ko zindagii baKHsh do
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujrim
yaa kabhii rahm ke jazbe se haraarat paa kar
chaar chhe paise unhe.n baKHsh diyaa karte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
inqalab
hayaat-baKHsh taraane asiir hai.n kab se
guluu-e-zehra me.n paivast tiir hai.n kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
numaish-e-aligarh
vo jaa.n-baKHsh naGme vo pur-lutf gaane
vo har samt husn-o-lataafat kii jaane.n
Shakeel Badayuni
Nazm
ek din yun KHizan aa gai
ai KHudaa-e-bahaaraa.n zaraa rahm kar
un kii murda rago.n ko numuu baKHsh de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan ka mazar
mahbuub-e-dil-KHulq the jaa.n-baKHsh-e-jahaa.n the
the yuusuf-e-saanii ki masiihaa-e-zamaa.n the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
iqbaal ka sher
be-taabii-e-fitrat kii sukuu.n-baKHsh kahaanii
sho.alo.n se banaa.ii hu.ii shabnam kii ravaanii
Maikash Akbarabadi
Nazm
diwali aai
har bashar mahv hai is jashn kii tayyaarii me.n
taaki KHushiyo.n kaa qamar aur ziyaa-baKHsh hai