SEARCH RESULTS
Showing search results for "banaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "banaa.e"
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
na.e makaan banaa.e to faaslo.n kii tarah
hame.n ye shahr basaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ujaa.D rut ko gulaabii banaa.e rakhtii hai
hamaarii aa.nkh tirii diid se vuzuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
o jaane vaale aa ki tire intizaar me.n
raste ko ghar banaa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' mu.nh ko banaa.e KHafaa se aaj
shaayad biga.D ga.ii hai kuchh us bevafaa se aaj
Meer Taqi Meer
Ghazal
insaan jiite-jii kare.n tauba KHataa.o.n se
majbuuriyo.n ne kitne farishte banaa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
banaa hu.aa thaa kahii.n aab-daan kaaGaz par
thii itnii pyaas ki rakh dii zabaan kaaGaz par
Yasir Khan Inam
Ghazal
pii pii ke jagmagaa.e zamaane guzar ga.e
raato.n ko din banaa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
thaa mujhe vahm-o-gumaa.n ki vo faqat merii hai
aur us ne bhii bharam meraa banaa.e rakkhaa
Aks samastipuri
Ghazal
rafaaqato.n ke safar me.n to be-yaqiinii thii
ye faasla hai jo rishta banaa.e rakhtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
chho.D is baat ko ai dost ki tujh se pahle
ham ne kis kis ko KHayaalo.n me.n basaa.e rakkhaa
Habib Jalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
tere hii rang utarte chale jaa.e.n mujh me.n
KHud ko likkhuu.n tirii tasviir banaa.e jaa.uu.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
siine me.n un ke jalve chhupaa.e hu.e to hai.n
ham apne dil ko tuur banaa.e hu.e to hai.n